1 Aurat pyar ke liye mard ke saath sooti hai aur mard soone ke liye pyar karta hai
by Sara Loren () 2 Taqdeer guzre hue kal aur aane waale kal ke beech ka hi doosra naam hai ... kismat in do palon ki beech mein hi apna faisla sunati hai
by Sara Loren () 3 Main toh woh lailaaj bimari hoon ... joh tumhari jaan jaane se hi chutegi
by Unknown () 4 Kabhi kabhi sach ko bhi apna wajood sabit karne ke liye khud se hi ladai ladni padti hai
by Sara Loren () 5 Vakil do tarah ke hote hai ... ek woh joh kanoon janta hai ... aur doosra joh judge ko janta hai
by Puneet Issar () 6 Zindagi har pal badalti hai ... aur har pal mein sab kuch badalkar rakh dene ki taqat hoti hai
by Sara Loren () 7 Shaadi ke baad aadmi aadmi nahi rehta hai ... ATM machine ban jaata hai ... farmaish dalo paisa nikalo
by Unknown () 8 Kuch kahaniyon ka adhoorapan hi unka anth hota hai ... sab kuch toh kabhi poora nahi hota ... poora bhi kahin adhoora hi reh jaata hai
by Sara Loren () 9 Achche dost milna mushkil hai ... aur sache dost milna usse bhi mushkil
by Unknown () 10 Main panchi hoon ... choti choti udhane bharti panchi ... woh udhne ke bahane doondhti panchi ... main panchi hoon ... kismat ki ek ajeeb dastaan sunati panchi ... apne haathon se apne pankhon ko kaantne ki kahani sunati panchi ... halaat ka ek alag hi aks dikhati panchi ... panchi ki kahani sunati panchi ... main panchi hoon
by Unknown () 11 Bas paisa apna jaani ... baki sab cheeni kam pani
by Sara Loren () 12 Phatte tak pee phir phatte tak jee!
by Unknown () 13 Jab dil kaam karta hai na ... toh dimaag nahi karta
by Unknown ()