1 Tumhari jaisi ladki ke saath koi do teen din nahi bita sakta ... poori zindagi bita sakta hai
by Kunal Khemu () 2 Jab bhi hum mein lagta hai ki hamare paas koi rasta nahi hai ... toh us waqt bhi hamare paas koi na koi rasta zaroor hota hai
by Kunal Khemu () 3 Dheere dheere pyar ko badhana hai aur hadh se guzar jaana hai ... pyar, mohabbat, dosti, I don't know ... lekin woh joh hadh se guzar jaane waala part hai na ... woh ho jayega
by Kunal Khemu () 4 Bhavishya aur kuch nahi, sirf apne faislon ka nateeja hai ... sahi faisla kar, bhavisya sahi ho jayega
by Unknown () 5 Pyar ke bagair mar marke jeene se achcha hai ... ke kuch hi pal pyar mein jeeke mar jaao
by Kunal Khemu ()