1 Agar koi alag tarah jeena chahta hai, toh usse jeene do ... har dil apni hi tarah dhadakta hai, har dil dhadakne do
by Unknown () 2 Dil se faisla karo tumhe kya karna hai ... dimaag tarkeeb nikaal lega
by Anushka Sharma () 3 Khel mein toh haar jeet lagi rehti hai ... afsoos woh karte hai jinka khel khatam ho gaya ho
by Anil Kapoor () 4 Aaisa kyun hai ki jab koi saath hai toh insaan usse kitni baatein kehna bhool jaata hai ... aur aaisa kyun hai ki jab koi door chala jaata hai ... toh insaan ko kitni baatein yaad aati hai joh keh deni chahiye thi
by Unknown () 5 Tum itni smart hote hue itni stupid kaise ho sakti ho
by Farhan Akhtar () 6 Duniya mein zubaane toh bahut hai ... magar aaj kal har zubaan mein sirf paisa bolta hai
by Unknown () 7 Insaan bhi ajeeb hote hai ... baat kehni kisi se hai magar kehte kisi aur se hai ... aur sabse zyada joh baat kehne mein sharmaate ya katrate hai ... woh hai pyar ki baat, mohabbat ki baat
by Unknown () 8 Kehte hai kutton ki naak badi tezz hoti hai ... magar khatra soongne ke mamle mein insaano ki naak ka bhi jawab nahi
by Unknown ()