1 Inka dil hai chota, badi hai gaadi ... aur dhanda poora sarkari
by Unknown () 2 Kyun ki aapne itni ladkiyon ke saath hai khela ... upar waale ne golden kar diya hai aapka kela
by Unknown () 3 Karte hai washing powder ka vyapar aur bhabhiyon se pyar
by Unknown () 4 Sunehre aksharon mein jayegi aapki kahani rachi ... aur cheer dalenge hum tumhari jaan bachi kuchi
by Kunal Khemu () 5 Uske liye ghun nahi gun ki zaroorat hoti hai ... aur Guddu ki gun khara sona hai
by Kunal Khemu () 6 Jab shareer pe chot lagti hai na toh mooh se gaali nikalti hai ... par jab dil pe chot lagti hai na toh mooh se baddua nikalti hai
by Unknown () 7 Kaun kehta hai qayamat aayegi sab mar jayenge ... hum Bihari hoon pedh pe chad jayenge
by Unknown () 8 Khuli aankhon se dekhta hoon kyun khwaab aaj kal ... uske chehre se kyun hai gulaab aaj kal
by Kunal Khemu () 9 Aate se hoga keval ghaata ... agar khaoge band gobi toh dukaan band hogi ... agar khaoge butter toh down hoga shutter ... pyaaz se badega byaaj aur sauce se hoga sirf loss ... issi liye khao keval daal aur kamao dher sara maal
by Kunal Khemu () 10 Kabhi kabhi Anarkali ko Salim ke bajai Akbar se mohabbat ho jaati hai ... vaise hi kabhi kabhi hone wali biwi, hone wali amma ban jaati hai
by Unknown () 11 Woh apne washing powder ki tarah ... apni chikni chupdi baaton se bholi bhali ladkiyon ko pehle bhigota hai ... phir unhe nichhodta hai ... aur phir unhe sookhe kapde ki tarah taar par taangkar chala jaata hai
by Unknown () 12 Biwi ko chhodkar har purana cheez ka value hai aaj ki date mein
by Unknown () 13 Wah upar wale ... tu jab bhi leta hai na ... thappad maar maarke leta hai
by Kunal Khemu () 14 Khoobsirat khoobsurat se bahut bada hota hai
by Unknown () 15 Chaalaki zindagi mein insaan ko aage toh zaroor pahuncha deti hai ... magar jab chaal ulti padti hai na toh aadmi itni zor se girta hai ki awaaz nahi hoti ... dhamaka hota hai
by Unknown () 16 Tum apne baap ko hi khanjar dikha rahe ho kanjar ... ek laafa denge aur zindagi kar denge banjar
by Kunal Khemu () 17 Ek baar joh maine commitment kar di ... toh phir main doosri commitment leta hoon aur uske baad teesri ... kya hai na ki aadmi kabhi kabhi pehli commitment bhool jaata hai
by Unknown ()