1 Dye karne ki umar mein ladai karne nikle hai
by Dimple Kapadia () 2 Upar waale ne ek din inki life mein aaisa piece bheja ... joh two piece pehne huye tha
by Unknown () 3 Aye chalte huye gas ke gubbare
by Anil Kapoor () 4 Bhagwan ka diya hua sab kuch hai ... daulat hai, shauhrat hai, izzat hai
by Nana Patekar () 5 Aaj kisses ... kal misses
by John Abraham () 6 Mobile uska, sim apun ka ... tu beech mein missed call dene waala kaun ... behen uski, byah apun ka ... tu beech mein taang adhane waala kaun
by John Abraham () 7 Hukum ka ekka aur Ajju bhai ka mukka ... jahan pada game khatam
by Neeraj Vora () 8 Rishta upar waala banata hai ... neeche waale taang adhate hai
by John Abraham () 9 Jab baat ek shareef aadmi ki izzat ki aati hai na ... toh usse bada gunda koi nahi hota
by Anil Kapoor () 10 Logon ki maa-behan hoti hai ... aapki baap-behen ho gayi hai
by Anil Kapoor () 11 Apun pe joh haath dalta hai ... apun uski phaad dalta hai
by John Abraham () 12 Bachpan se bhaag hi raha hoon ... pehle school se bhaaga ... bhook lagi toh roti churakar bhaaga ... bhai bana toh police se bachkar bhaaga ... jahan behetna tha wahan bhaaga, jahan chalna tha wahan bhaaga ... jahan bhaagna tha wahan kutte ke maafit bhaag hi raha hoon ... apun ki aakhi life bhaagne mein hi nikal gayi
by Anil Kapoor () 13 206 haddiyon ko 2006 tareeke se todhne ka experience hai apun ka
by John Abraham () 14 Jis umar mein aapko haqeemo ke saath hona chahiye ... us umar mein haseeno ke saath ... not good
by John Abraham () 15 Aapki sharafat ke chakkar mein main kayde mein hoon ... varna ab tak mere khud ke do char Al-Qaiday hote
by Anil Kapoor () 16 Aaj tak hum log shareef nahi ho paaye ... yeh kya ghanta hoga!
by Anil Kapoor () 17 Bhai muh-bola ho ya sagaa ... apun ke pyar ke beech aaya toh beech se hi cheer dalega
by John Abraham () 18 Duniya mein do hi cheezon ki keemat hai ... ek zameeno ki, doosri kameeno ki
by Nana Patekar () 19 Bangkok waala character hoke Haridwar waala feel mat de
by John Abraham () 20 Arre yeh saale Majnu bhai patthar khane waale kaam karte hai ... khud ko toh Laila milti nahi ... aur jisko mil-rehli hai us mein bhi fingerbaazi
by John Abraham () 21 Biwi bhi ek ajeeb tarah ki pehli hai ... saal bhar miya ko pareshan karke jeene nahi deti ... aur Karva Chauth ka vrat rakh ke marne nahi deti
by Nana Patekar () 22 Mooh se awaaz nikaali toh body se jaan nikaal doonga
by Anil Kapoor () 23 Doobara haath lagaya toh haath todhunga baad mein ... ukhaadunga pehle
by John Abraham () 24 Jab Ajju bhai maarne pe aata hai toh gender nahi dekhta hai
by John Abraham ()