1 Hamara dhande ka usool hai ... daudte hue ghode par baazi lagao ... agar ghoda langda ho jaaye toh usse goli maar do
by Ronit Roy () 2 Insaaf ki chakki chalti bahut dheemi hai lekin pisti bahut bareek hai
by Ashmit Patel () 3 Joh haan bole usse chhod deta hoon ... joh na bole usse todh deta hoon
by Unknown () 4 Sarkar do kisam ki hoti hai janaab ... ek woh jinhe hum chunte hai ... aur doosri joh humein chunti hai ... zara nazarein uthakar dekho ki kahan khade ho ... aur samjho ki yahan sarkar kiski chalti hai
by Ronit Roy () 5 Kanoon jab apne pe aata hai na ... na apne dekhta hai, na paraye
by Ashmit Patel () 6 Kabhi kabhi kanoon todne walo ko todne ke liye ... kanoon ko todna padta hai
by Unknown () 7 Aankhen band karoon toh us hi ka chehra ... aankhen kholon toh us hi ka khayal ... raat raat bhar karvatein badalkar jaagta raha ... tabhi toh bana gaya hai tera yeh haal
by Unknown () 8 Jabse tune yeh haath thaama hai, sambhal gaya hoon ... bas ab yeh haath mat chhodna, kisak jaaonga
by Unknown () 9 Jab ek achha ek bahut achhe se milta hai ... toh sab kuch bahut suhana ho jaata hai
by Ashwini Kalsekar () 10 Jab dil dimaag ke raste aa jaaye ... toh khatra pehda hota hai
by Ronit Roy () 11 Joh mar jaata hai woh pyar nahi kahani hoti hai ... aur hamara pyar koi kahani nahi, itihaas hoga
by Unknown () 12 Log meri baat yaad rakhte nahi ... balki yaad rakhne par majboor ho jaate hai
by Ashmit Patel ()