1 Khel khel mein, khel khel ke, khel khel yeh aa jayega ... haar jeet se, haar jeet ke, jeet haarna sikhayega ... khel khel mein
by Amitabh Bachchan () 2 Zindagi aur shatranj mein yahi toh farak hai ... zindagi mein doosra mauka milta nahi ... yahan shatranj mein mil jaata hai
by Amitabh Bachchan () 3 Agar pyada badshah ke saath ladega ... toh bahut buri maut marega
by Neil Nitin Mukesh () 4 Russia mein, Russian ladki ke saath Russian vodka peene ki baat hi kuch aur hai
by Amitabh Bachchan () 5 Maut toh ek din muayyan hai, neend kyun raat bhar nahi aati ... hum wahan hai jahan se humko bhi kuch hamari khabar nahi aati
by Amitabh Bachchan () 6 Shatranj waqt ka khel zaroor hai yaara ... par usse khelna ka koi waqt nahi
by Amitabh Bachchan ()