1 Joh pran deta hai woh bhagwan hai ... pran bachane wala vaidya ... aur pran ki raksha karne wala kshatriya
by Unknown () 2 Diye huye vachan ke liye ... satya aur nyay ke liye ... dharam stapana ke liye ... kisi ke bhi virudh jaana pade, woh chahe parmatma hi kyun na ho ... toh bhaybheet na ho ... yahi dharam hai, yahi kshatriya dharam hai
by Ramya Krishnan () 3 Apne haathon ko hathyar bana lo ... apni saanson ko aandhiyon mein badal do ... hamara rakht hi mahaan sena hai
by Unknown () 4 Soch agar pakki ho toh ek tinka bhi talwaar mein badal sakta hai
by Unknown () 5 Bijli ki tarah tezz, haathi jaisi shakti, sher jaisi garaj, cheetah jaisi phurti, gidh jaisi nazar ... poore ke poore jungle ke darshan ho gaye prabhu
by Unknown () 6 Main kya karoon bhole, bhole bam bhole ... jis devi ne madad ka vachan diya, ussi ne haath todhe
by Unknown ()