1 Abhe dukaan pe itni goli maarunga hagega toh dhuaan niklega ... woh bhi ruk-ruk ke
by Vijay Raaz () 2 Hamari bewakoofi thi joh unse dil lagaya tha ... zamane se begaari thi unhe apna banaya tha ... jinhe humne haar samjha tha gala apna sajane ko ... ur woh kaala naag ban baithe hum hi ko kaat khane ko
by Unknown () 3 Aashiq aur waqt ki badi hi dushmani hai ... jab insaan aashiq ban jaata hai toh waqt kat'ta nahi hai
by Unknown () 4 Ladki ke paas aansun nahi brahmastra hota hai ... jahan girati hai wahin qayamat dhaati hai
by Unknown () 5 Hindi filmon ka paikhana kuch is tarah hota hai ... ki koi bhi, kuch bhi, kabhi bhi kar sakta hai
by Unknown () 6 Jab kisi bewakoof ko poorna aanshik roop se kisi laundiya ke prem mein duboya jaata hai ... toh ladki ki maangein ladkon ke jeb ke bhaar se dugni ho jaati hai
by Unknown () 7 Sangeen duniya mein qatil ka pataa nahi poochte ... aashiqon ke lutte dil hi bata denge ke bewafa kahan revhe hai
by Vijay Raaz () 8 Saalon se tayaar kiye gaye ghode daud nahi paate ... aur kabhi kabhi langde ghode bhi race jeet jaate hai
by Unknown () 9 Ladki apne aap mein hi ek paushtik aahar hoti hai ... jise dekhne ke baad kisi tonic ya chyawanprash ki zaroorat nahi padti
by Unknown ()