1 Mere baare mein joh bhi suna hoga bura hi suna hoga ... lekin main itna bura nahi hoon ki mere bagal mein khade hone se koi badnaam ho jaaye
by Sanjay Dutt () 2 I believe only three things can change our lives ... dreams, suffering and love ... pareshaniyon se main nikalke aaya hoon ... sapna main dekh raha hoon ... aur pyar mujhe aksar ho jaata hai
by Jimmy Shergill () 3 Mann chahta hai ke is waqt kuch aisa ho jaye ... ki yeh duniya so jaye ... bas tum aur hum jage rahe ... aur uske baad yeh duniya hamesha soti rahe
by Sanjay Dutt () 4 Jab naam ke alava kuch bacha na ho ... toh naam ko bacha bachake chalna chahiye
by Chitrangada Singh () 5 Hum bheed ke samne nahi khade hote hai ... bheed hamare samne khadi hoti hai
by Jimmy Shergill () 6 Zindagi ka maza humne bahut kam liya hai ... ab vapas lauta hoon zindagi bhar ka maza loonga
by Sanjay Dutt ()