1 Kehte hai maut sabko juda kar deti hai ... lekin yehi maut kuch logon ko mila bhi deti hai ... hamesha ke liye
by Nutan Behl () 2 Hum sab toh bhagwan ke khilone hai ... woh jab chahta banata hai, jab chahta hai todh deta hai
by Leela Mishra () 3 Pyar jab kacha hota hai, toh dil ki dhadkan nagade ki tarah bajne lagti hai
by Pran () 4 Apne aap ko dokha dekar, jhooth, dikhava, in sabke sahare jeene se kahin acha hai mar jaana ... us sach ko apna kar joh mann ka sach hai
by Nutan Behl ()