1 Aatma kabhi nahi marti, shareer marta hai ... main logon ko maar nahi raha hoon ... bas unki aatma ko doosre shareer mein bhej raha hoon
by Unknown () 2 Yeh jung hai ... is jung mein kuch bhi ho ... chahe marenge ya maarenge ... milegi toh jannat hi
by Unknown () 3 Joh koi bhi kisi bekasoor ka qatal karta hai ... woh poori insaaniyat ka qatil hai ... joh koi bhi ek zindagi bachata hai ... woh poori insaaniyat ko bachata hai
by Arjun Kapoor ()