1 Achi maa har bete ke naseeb mein hove ... par acha beta har maa ke naseeb mein nahi hota
by Unknown () 2 Yeh joh babbar sher hota hai na ... ya toh yeh khud mar jaata hai ya maar deta hai ... magar apna ilaaka nahi chhodta
by Unknown () 3 Hero ban'ne ke liye zaroori nahi hai ki hum sarhad par ho ya khel ke maidan mein ho ... hum jahan bhi hai, jis paristiti mein bhi hai, kuch alag hai ... ya kuch anokha kar sakte hai
by Yashpal Sharma () 4 Desh ko agar mazboot karna hai toh neev ko mazboot karna hoga
by Jimmy Shergill () 5 Aadmi ko shakti uske mann se milti hai
by Jimmy Shergill ()