1 Main tiranga lehrakar aaunga ... nahin toh us mein lipatke aaunga ... lekin aaunga zaroor
by Sidharth Malhotra () 2 Jab koi doosra banda aake sapna todta hai na ... toh banda sambhal jaata hai, koi problem nahi hoti ... par jab tu khud saare sapne todega na apne ... aadmi mar jaata hai andar se
by Unknown () 3 Ek fauji ke rutbe se bada koi aur rutba nahi hota ... vardi ki shaan se badi koi aur shaan nahi hoti ... aur apne desh se bada koi dharam nahi hota
by Sidharth Malhotra () 4 If you're a fauji then you live by chance, love by choice, and fight by profession
by Sidharth Malhotra () 5 If questioned, be ready with your answers ... and if you counter question, be ready for the answers
by Unknown ()