1 Agar main sharaab hota, gale se utarta, sir pe chadta ... har dil par mera raj hota ... har pyaas ka taj hota
by Ahan Shetty () 2 Sabse khoobsurat jhooth wohi log bolte hai joh hamesha sach bolte hai
by Saurabh Shukla () 3 Saanp ko doodh sirf Nag Panchami ke din hi pilaya jaata hai ... kisi aur din ghar mein gusse toh usse kuchla hi jaata hai
by Unknown () 4 Mere paas khone ke liye kuch nahi bacha ... tere paas bachane ke liye kuch nahi chhodunga
by Ahan Shetty () 5 Agar main sharaab hota ... barf, soda, thanda pani, main sabka khaas hota ... gham mein chahe khushi mein main hi sabke paas hota
by Saurabh Shukla () 6 Pyar ki dhadak beti ne suni thi ... pyar ki tadap baap jhelega
by Ahan Shetty () 7 Hamare zamane mein kaha karte the ki aashiq ke teen thikane hai ... kapde phatte, baal latte, aur chaurahe pe datte
by Saurabh Shukla () 8 Hum dono ne decide kar liya hai ... ke hamare beech mein koi bhi teesra aa gaya ... toh uska chautha pakka
by Ahan Shetty () 9 Tum dimaag se nikalti hi nahi ho ... virus ki tarah ghus gayi ho andar ... har baat se tumhari baat nikalti hai ... shower ke garam paani se bhaamp badh gayi toh tumhari garam saans ki feel aati hai ... aur baarish huyi toh tumhare badan ki saundi khushboo yaad aati hai ... strawberry ki ek bite bhi loon na toh tumhari khatti meethi baatein yaad aati hai
by Ahan Shetty () 10 Dil ki sun, dil ki maan ... bhaad mein jaye duniya jahaan
by Unknown () 11 Mohabbat mazhab ho gayi hai mere liye ... ab haath jodon ya uthaun, farak nahi padta
by Ahan Shetty () 12 Galat kaam na pehle style mein hote hai, uske baad shauk mein, aur uske baad lat mein
by Saurabh Shukla () 13 Piyo toh hadh kardo ... varna program radh kardo
by Unknown () 14 Raajneeti mein seat jeetna joh hai woh bas pehla kadam hai ... bada aur mushkil kaam hai dil jeetna
by Saurabh Shukla () 15 Sahi sahi bata scene kya hai ... Valentine wali date ya seedha Karwa Chauth celebrate
by Unknown () 16 Agar main sharaab hota ... dry day mera rest day hota ... happy hour mein best hota ... har boond mein meri aaram hota ... purana hoke bhi na kharaab hota
by Unknown () 17 Jaldi jaldi mil, jaldi jaldi baat aage bada ... varna tu aansun pochta reh jayega aur lipstick koi aur poch jayega
by Unknown ()