1 Is desh mein hum kuch bhi kar sakte hai ... nakli promoters use kar sakte hai ... police ko rishwat de sakte hai ... media ko dhamka sakte hai, logon ko khareed sakte hai, kuch bhi kar sakte hai ... bas ek rule hai ... pakde nahi ja sakte
by Ram Kapoor () 2 Is duniya mein na zyada tar log apni kismat likhwa kar laate hai ... lekin kuch log kismat khud likhte hai
by Unknown () 3 Kahani kirdaar se nahi ... halaat se pehda hoti hai
by Abhishek Bachchan () 4 Zindagi mein do cheez zaroori maani jaati hai ... pani aur sona ... pani ke bagair aadmi jee nahi sakta ... sona na khane ka kaam aata hai, na peene ka, na nahane ka, na dhone ka ... lekin phir bhi bhaav sone ka hai, pani ka nahi
by Abhishek Bachchan () 5 India ka pehla billionaire main banunga, main ... na woh ... na koi aur
by Abhishek Bachchan () 6 Jab aadmi upar, upar, aur upar jaata hai na ... utna hi neeche, neeche, neeche girta hai
by Saurabh Shukla ()