1 Jab koi rasta nazar na aaye hum umeed ki taraf mudhte hai ... ek suraj doobta hai toh lakhon chirag bhi toh jal uthte hai
by Kriti Sanon () 2 Tumko toh saala hum pakdenge ... aur phir pakad ke chhod denge ... hum goli chhodenge aur lala tum zindagi chhod dena
by Akshay Kumar () 3 Joh chand ko chhune ki chah rakhta hai ... wohi sitaron tak pahunchta hai
by Pankaj Tripathi () 4 Saala chamcha jis bartan ma hoth hai, wohi bartan ko khali karat hai
by Akshay Kumar () 5 Bhaukaal banaye rakhe ke liye bhay banaye ke rakhna bahut zaroori hai
by Akshay Kumar () 6 O saala kuvan ka pani hoth hai na, o phasalon ko ek samaan milat hai ... phir bhi karela kadwa, ganna meetha, aur imli khatta hoth hai ... par dosh pani ka nahi ... beejh ka hoth hai
by Akshay Kumar () 7 (Teacher kya hai tumhare liye?) - Joh doosron ko murga banata hai aur khud anda deta hai
by Akshay Kumar () 8 Aadmi bada kisi ka haath todne se nahi ... apna haath jodne se hoth hai
by Akshay Kumar () 9 Monday to Sunday ... fear Bachchan Pandey
by Akshay Kumar () 10 Hum maarte the maza aata tha ... aur maarte the aur maza aata tha
by Akshay Kumar () 11 Mujhe bhai nahi, Godfather bolte hai
by Akshay Kumar ()