1 Marne ka khauff zindagi jeene ki chahat se pehda hota hai ... par jeet'ta toh wohi hai na joh kisi bhi waqt marne ko taiyaar ho
by Divya Khossla () 2 Khabardaar, agar koi bhi apni jagah se hila toh goliyon se aisa challi karenge, aisa challi karenge ... ki ang-ang se Karva Chauth ka chand nazar aayega, woh bhi chota chota
by Yashpal Sharma () 3 Attitude utna hi dikha jitna teri shakal pe suit kare
by Neil Nitin Mukesh () 4 Jab ghar mein koi marta hai na, toh woh akela nahi marta ... uske saath uski umeedein, uske sapne, uska pariwar, sab mar jaata hai
by Divya Khossla () 5 Dawai ek do kam aaye toh marenge nahi ... lekin daru barabar lana, nahi toh bachenge nahi
by Unknown () 6 Ek baar ko naag apna raasta badal sakta hai ... lekin nagin apne phan faila de na ... toh saphera bhi usse kabu nahi kar sakta
by Divya Khossla ()