1 Rajneeti mein sirf ek hi baat galat hai ... aur woh hai haar jaana
by Kangana Ranaut () 2 Ek haara hua insaan kabhi kisi ki jeet bardaasht nahi kar sakta
by Kangana Ranaut () 3 War is 90% waiting and 10% fighting
by Milind Soman () 4 Janta ki roke raah, samay mein dhaav kahan ... singhasan khali karo ki janta aati hai ... do raah samay ki rath ka, ghar ghar naad suno ... singhasan khali karo ki janta aati hai
by Anupam Kher () 5 Aadhi roti khayenge, Indira ko layenge
by Unknown () 6 You have weaponry, we have courage ... that's all it takes
by Kangana Ranaut () 7 Jab khud ki taarif jhooth lagne lage ... toh sach ki khoj mein nikal padna chahiye
by Unknown () 8 Pashchataap ki aag se jalkar nikle huye insaan ka jeevan kisi punarjanam se kam nahi hota
by Anupam Kher () 9 Neeche girne ka sabse aasaan rasta pata hai kya hai ... jinhone bachpan se saath diya ho, unka haath chhodna
by Mahima Chaudhry () 10 Humein lagta hai kuch paana hi hamari jeet hai ... ek baar is mahaan desh ki liye apna sab kuch khokar dekho ... usse badi koi jeet nahi hai
by Anupam Kher () 11 Indira can go ... but India must go on
by Kangana Ranaut () 12 Sampoorna vyavastha badalne ka ek hi raasta hai ... sampoorna kranti
by Anupam Kher () 13 India is Indira ... and Indira is India
by Kangana Ranaut ()