1 Court mein sahi aur galat ka nahi ... haar aur jeet ka faisla hota hai
by Akshay Kumar () 2 Yes hum janwar hai, we are animals ... jiski sirf cheekh ho sakti hai par awaaz nahi ... jisko sar jhukane ke liye kanoon toh milta hai par insaaf nahi ... jiska jhund ho sakta hai lekin desh nahi ... yeh janwaron ka jhund ab desh banne jaa raha hai ... aur yeh janwar ab cheekhega nahi ... gurrayega
by Akshay Kumar () 3 Agar zulm karne wale angrez galat hai ... toh zulm sehkar awaaz na uthane wale Hindustani unse bhi zyada galat hai
by Unknown () 4 Ab aap mujhe disbar kijiye, phansi pe chadaiye, ya goli maar dijiye ... par ek baat meri dhyaan se sun lijiyega ... get the f*ck out of my country
by Akshay Kumar ()