1 Wahan ka zarra zarra apni halat par salamat hai ... tumhare ek na hone se wahan lekin qayamat hai
by Rajendra Kumar () 2 Jis desh mein humne janam liya hai ... us desh mein sachai ki puja hoti hai ... sach ke sivah zubaan par kuch nahi aa sakta
by Achala Sachdev () 3 Aye meri jaane-jigar, patthar ka seena cheerkar, sari deewarein todkar, sabko akela chhodkar ... toofano se lad jaonga, tujhko magar le jaonga aur apne ghar jake garam garam chai pilaonga ... aur reh jayenge sab taapte, ek dujhe ka mooh taakte ... band karke raste aur tumhare vaste gajar ka halwa laonga
by Rajendra Kumar () 4 Jab bhi hamari tumhari mulaqat hoti hai ... koi na koi baat zaroor pehda hoti hai
by Rajendra Kumar ()