1 Apne yahan ki mitti ki khushboo hai na ... woh toh ajnabi logo ki saanson mein bhi sanskar bhar deti hai
by Manoj Kumar () 2 Yahan maa baap ke liye aulad sab kuch hai ... aur aulad ke liye maa baap?
by Saira Banu () 3 Agar tumhare maathey ki bindiya aur maang ka sindoor, suhaag ki nishani nahi kalank hai ... toh mitta do isse
by Pran () 4 Desh pe marne waala, kabhi nahin marta
by Nirupa Roy () 5 Beti ke aasoon dekh kar bhi yadi pita ka dil na roye ... toh woh dil nahin patthar hai
by Ashok Kumar () 6 Tum usse apna samajhte ho, joh madad leta hai ... main usse apna kehta hoon, joh madad deta hai
by Pran () 7 Sharam yahan ka sabse anmol gehna hai
by Rajendra Nath () 8 Shareer jitna thanda hoga, jalne mein utna hi anand aayega
by Ashok Kumar () 9 Abhi shareer mein garmi hai beta ... jab thanda ho jaye toh jhauk dena aag mein
by Ashok Kumar () 10 Jahan life partners badal sakte hain ... toh naam kyun nahi?
by Rajendra Nath () 11 Jab yahan se jao, toh itne kalank saath lekar mat jaana ... jinhe Ganga maiya bhi na dho sakey
by Om Prakash () 12 Jab paschatap nahi ... toh prayaschit bhi nahi
by Ashok Kumar ()