1 Tumhe dekhte hi mere dil ka diwala aaisa nikal gaya hai jaise kisi satodiya ka nikal jaata hai ... aur mere jeevan ka karobar poora beh gaya hai ... yeh tabhi chalega jab tum apne prem ka finance mujhe dogi
by Dhumal () 2 Bhagwan ki bhi kya leela hai ... kisse kiska saath kahan chhuda deta hai aur kahan mila deta hai
by Iftekhar () 3 Yeh badi badi aankhen, yeh rasile honth, yeh gora gora rang ... jism hai ki samundar ki leheren ... yahan uthti hui, yahan girti hui, yahan uthti hui, yahan girti hui ... jee chahta hai bas dekhta hi rahoon
by Dharmendra () 4 Ladkiyan do tarah ki hoti hai ... ek tumhare jaisi jiske aate hi ghar mein ujala ho jaata hai ... aur doosri woh jiske jaate hi ghar mein diwala ho jaata hai
by Unknown () 5 Tumhe dekhne ke pehle mera dil is aaine ki tarah bilkul kora tha ... jabse tumko dekh liya tumhari tasveer is dil ne kheench li
by Dhumal () 6 Haath bhi diya, zubaan bhi di, dil bhi diya ... ab haath chhodana nahi, zubaan se phirna nahi, dil todna nahi
by Dharmendra () 7 Bhagwan aur chahe kuch banaye ... par aadmi ko pagal na banaye
by Rajendra Nath ()