1 Gulshan parast hoon mujhe gul hi nahi aziz ... kaanto se bhi nibah kiye ja raha hoon main
by Shashi Kapoor () 2 Hawa badal gayi hai aaisi kuch zamaane ki ... duayen maangta hoon hosh mein aane ki
by Shashi Kapoor () 3 Joh kali dulhan bani hai woh chaman ki jaan hai ... par dahej joh kuch mila hai, jung ka samaan hai ... aap meri toop hai aur sasur captaan
by Unknown () 4 Haya se sar jhuka lena, ada se muskura dena ... haseeno ko bhi kitna sehal hai, bijli gira dena
by Shashi Kapoor () 5 Chaman mein ikhtalat-e-rangboo se baat banti hai ... hum hi hum hai toh kya hum hai ... tum hi tum ho toh kya tum ho
by Shashi Kapoor () 6 Zara si der ho jayegi toh kya hoga ... ghadi ghadi na uthao nazar, ghadi ki taraf
by Unknown () 7 Khilte hai gul yahan khilke bhikharne ko ... milte hai dil yahan milke bichadne ko
by Shashi Kapoor () 8 Jee haan baza huzoor kiye ja raha hoon main ... aur maska laga lagake jeeye ja raha hoon main
by Unknown () 9 Lajja hi stri ke mann ka darpan hota hai
by Shashi Kapoor () 10 Chup nahi sakti chupane se mohabbat ki nazar ... chahane waale bhi rakhte hai qayamat ki nazar
by Shashi Kapoor ()