1 Kali dekhi thi, ab gulzar hai tu ... churi dekhi thi, ab talwar hai tu
by Ashok Kumar () 2 Duniya bhi kitni ajeeb jagah hai ... jinhe hum chor, gunda aur badmaash kehte hai ... woh insaaniyat ke liye daulat ko thukra dete hai ... aur jinhe hum nek, shareef aur baizzat kehte hai ... woh daulat ke liye ek bachche ko apne baap se alag kar dete hai
by Navin Nischol () 3 Kahin bhi apna thikana nahi is zamane mein ... na aashiyane ke bahar, na aashiyane mein
by Ashok Kumar () 4 Woh kaali kaali botalein joh hai sharaab ki ... arre raatein hai in mein band hamare shabaab ki
by Pran () 5 Jhamela char din ka tha, hawali they mawali they ... Sikandar jab gaya duniya se, dono haath khali they
by Pran () 6 Beta rayees ka magar jangju bhi hai ... daulat ke saath saath, ladai ki khubhi bhi hai
by Ashok Kumar () 7 Badalkar fakeeron ka hum bhes Ghalib ... ahle-e-tamasha ke dekhte hain karam
by Pran () 8 Laayi hayaat aaye, qazaa le chali chale ... apni khushi na aaye, na apni khushi chale
by Ashok Kumar ()