1 Rajneeti ke vachan samay ki zaroorat dekhkar diye jaate hai ... aur ussi tarah samay ki zaroorat dekhkar todh diye jaate hai
by Jankidas Mehra () 2 Yeh azaadi ki ladai mere mar jaane se khatam nahi hogi ... yeh ladai toh mere mar jaane ke baad shuru hogi ... aur us waqt tak ladi jaati rahegi jab tak yeh Bharat maa ke bichade hue bachche maa ki ghod mein vapas nahi chale jaate
by Dev Anand () 3 Jail ki deewar ko todkar bhaag jaana aasaan hai ... lekin prem aur dosti ki deewar ko phandna namumkin hai
by Dev Anand () 4 Aadmi zindagi aur maut dono se jhoot bol sakta hai ... lekin apni premika se nahi
by Pran () 5 Pyar jab nafrat mein badal jaata hai ... toh khatarnak ho jaata hai
by Dev Anand () 6 Dosti aur wafaadari ka saboot baaton se nahi ... kaam se diya jaata hai
by Pran () 7 Yahan suraj hamari aagya lekar nikalta hai aur chand hamare ishare se doobta hai ... hamare liye aane waale kal aur guzar jaane waale kal mein koi fark nahi ... dono hi hamare ghulam hai
by Pran () 8 Devta ki mahaan shakti apne bhakton ki hamesha raksha karti hai
by Pran ()