1 Nadiya se dariya, dariya se sagar, sagar se gehra hai jaam ... jaam mein doob gayi hai yaaron, mere jeevan ki har shyam
by Rajesh Khanna () 2 De jaam ya gham de humko ... sharaab bhi pee jaati hai aur aasoon bhi peeye jaate hai
by Raza Murad () 3 Jeene ki aarzoo mein marre ja rahe hai log ... marne ki aarzoo mein jeeye ja raha hoon main
by Raza Murad () 4 Baarish ki boondon se darne waale toofan ka muqabla nahi kar sakte
by Rajesh Khanna () 5 Footpath har sadak hi hai aashiyan hamara ... rehne ko ghar nahi hai, sara jahan hamara
by Raza Murad () 6 Akal se sirf nakshe ban sakte hai ... imaaratein nahi
by Rajesh Khanna () 7 Jis din ek mazdoor kaam pe nahi jaata ... uske ghar par chula nahi balki uska pet jalta hai
by Rajesh Khanna () 8 Aaj ke samaaj mein imaandar hokar koi bhi crorepati nahi ho sakta
by Simi Garewal () 9 Jigar ki chot hai aye dost, dauraahi nahi jaati ... lapat hai aag ki, hoton pe phir laayi nahi jaati
by Raza Murad () 10 Jahan yaar nahi wahan pyar nahi ... jahan pyar nahi wahan yaar nahi
by Rajesh Khanna () 11 Hum mein khilane waale haath abhi pehda nahi hue
by Amitabh Bachchan ()