1 Taleem se bhi kya hasil hai ... hasil toh hai chalaaki se, makkari se, hera pheri se ... joh yeh kala seekh gaya, woh hoshiyaar ... aur joh na seekh paya, woh taleem paakar bhi bewakoof
by Vijay Anand () 2 Shaadi ka matlab sirf saat pheron ka bandhan nahi ... do aatmaon ka atoot mishran hai, joh sahyog se banta hai, prem se banta hai
by A. K. Hangal () 3 Sachai hamesha nangi hoti hai ... usko agar libaas pehna diya jaye toh banawat ban jaati hai
by Vijay Anand () 4 Kamana, kharch karna ... aur kamana, aur kharch karna ... bas issi mein zindagi guzar jaati hai ... saaye ke peeche bhaagte rehte hai hum aur zindagi ki asliyat kho behette hai
by Vijay Anand () 5 Tata aur Bata ko kabhi ghata nahi hua
by Deven Verma ()