1 Yeh duniya than-than gopal ki hai ... jiske paas rupaiya nahi woh kuch nahi
by Mehmood () 2 Dhan daulat ko chalti phirti chaya kaha gaya hai ... aaj hai toh kal nahi ... fakr toh us daulat pe kiya jaye joh kabhi insaan ka saath na chhode ... aur woh hai sachai aur imaan ki daulat ... insaaniyat, daya aur dharam ki daulat
by Vinod Mehra () 3 Insaan ki sabse badi daulat hai uski insaaniyat, uska character
by Vinod Mehra () 4 Jise mile qadardan aaisi sundar ... woh prani hai naseeb ka sikandar
by Mehmood () 5 Aadmi ki achchai, uska character tab puja jaata hai jab uske paas rupaiya ho ... jab rupaiya paas na rahe toh aam logon ki nazar badal jaati hai
by Vinod Mehra ()