1 Maa ka matlab joh mujhe kisi dictionary ne nahi, balki zindagi ne sikhaya hai ... woh hai ek aaisi aurat jiski aankhon se bacha dekhna seekhta hai, jiski zabaan se bacha bolna seekhta hai aur jiske pairon se bacha chalna seekhta hai
by Vinod Mehra () 2 Sudharne mein sadiyan lag gayi ... bighadne mein sirf ek pal
by Asha Parekh () 3 Jeene waala kisi ki jaan bankar bhi jeeta hai ... aur kisi ko jaan banakar bhi jeeta hai
by Vinod Mehra ()