1 Jab jab adharm ka sar uthta hai ... tab tab dharm devta ka paon usse kuchal deta hai ... jab jab Ravan pehda hota hai ... Ram ko janam lena hi padta hai ... jab bhi Kaurav atyachar karenge ... Pandav unhe nasht kar denge ... yahi yudh dharm hai, yahi jeevan karam hai
by Sanjeev Kumar () 2 Machli toh jal mein rahe, phir bhi baas na jaye ... naaho dho kuch karo, satsang mail mitaye
by Sanjeev Kumar () 3 Aurat ke gusse aur khoobsurati mein kamaal ka connection hai
by Unknown () 4 Gadhi ki sui aur juae ki baazi ... kabhi nahi rukni chahiye
by Unknown () 5 Joh vishvas aankhen hote huye bhi aadmi ko andha karde ... unhe mitana zaroori hai
by Sanjeev Kumar ()