1 Is duniya mein kuch muft nahi milta ... chahat ho ya zaroorat, paane ke liye kuch na kuch dena hi padta hai
by Unknown () 2 Koi rishta kitna hi bada, kitna hi gehra kyun na ho ... zindagi ka hissa hota hai ... zindagi kisi rishtey ka hissa nahi, ki ek rishta khatam ho jaye toh zindagi khatam ho jaati hai
by Raj Kiran () 3 Pyar ko janne ya samajhne ki zaroorat nahi hoti hai ... sirf mehsoos karna hi kaafi hota hai
by Raj Kiran ()