1 Daulat se zindagi ka har jazba, har lamha khareeda ja sakta hai by Madan Puri ()
2 Kisi ka fayda, kisi ka nuksaan ... kisi ka nuksaan, kisi ka fayda ... issi ka naam duniya hai by Rajesh Khanna ()
3 Kya husn ne samjha hai, kya ishq ne jaana hai ... hum khaak nasheeno ki thokar mein zamana hai by A. K. Hangal ()
4 Retire toh aadmi ko us din hona chahiye ... jab upar waale ka bulava aa jaye by Rajesh Khanna ()
5 Bada aadmi toh woh hota hai joh doosron ko chota nahi samajhta by Rajesh Khanna ()
6 Pachtave ke ek aasoon se ... saare gunaah bhagwan bhi maaf kar deta hai by Shabana Azmi ()
7 Daulat libaas badal sakti hai ... jism ko nahi badal sakti by Unknown ()
8 Mazaa toh jab hai aa jaye kahin unki tabhiyat bhi ... zara woh bhi toh jaane karvatein kyun kar badalte hai by A. K. Hangal ()
9 Yaaron utho, chalo, bhaago, daudo ... marne se pehle jeena na chhodo by Rajesh Khanna ()
10 Kaun kiske kareeb hoga, apna apna naseeb hoga ... yaad karega jab azeez koi, dard dil ke kareeb hoga by Unknown ()
11 Is kambakht neend ko kya hua ki aati hi nahi ... aur tumhari yaad hai ki jaati hi nahi by Unknown ()
more to explore
hapi: 0.0 (0)
is it popular:No
this page
code: mov425
bookmark:https://partystuff.in/movie/425
share:
this is for reference purpose only. do check for copyright. do check for accuracy. the data may not be accurate/correct, may not reflect latest data, may have typo errors. the validility may have changed over time, may not be useful anymore. the content is/are not exhaustive.