1 Manushya ko makhan mein baal ki tarah, samudra mein jaal ki tarah aur yudh mein dhaal ki tarah rehna chahiye
by Amitabh Bachchan () 2 Ek ladki jab saari bandkar, gale mein phoolon ka haar dalkar, ladke ke saath apna pallu bandkar agni ke saat phere leti hai ... toh woh phere uski zindagi ko phira dalte hai
by Amitabh Bachchan () 3 Khat kabutar kis tarah le jaye bam-e-yaar par ... par kattarne ke liye hai kaichiyan deewar par ... jawab hai ki khat kabutar is tarah le jaye bam-e-yaar par ... khat ka mazmoon ho paron par, par katte deewar par
by Amitabh Bachchan () 4 Hum do hamare do, teesra kabhi na ho ... patni se bhaiya door raho, kitni bhi adhchan ho
by Amitabh Bachchan () 5 Bade logon ke haath nahi alfaaz istamal hote hai ... jinke ishaare par chote log choriyan karte hai
by Amitabh Bachchan () 6 Samajh samajhke samajh ko samajho toh samajhna bhi ek samajh hai ... samajh gaye?
by Amitabh Bachchan () 7 Duniya ek stage hai, zindagi uska drama hai, insaan keval naam-matra actor hai aur maut uska parda hai
by Amitabh Bachchan () 8 Hazaaron ladkiyan hamare ghar ke bahar ghaslet ki line ki tarah hum mein pati banane ke chakkar mein khadi rehti hai ... aur tum hum mein pati banane ke bajaye vanaspati banana chahti ho
by Amitabh Bachchan () 9 Sau saal yehi dialogue natakon aur filmon mein pitt raha hai ... lekin jab bhi bola gaya hai, hit raha hai
by Amitabh Bachchan () 10 Aap kare aaram hum kare vishram ... aam ke aam guthliyon ke daam
by Amitabh Bachchan () 11 Uthade parda, dikha de jalwa ... boondi ke ladoo, gajar ka halwa
by Amitabh Bachchan ()