2 Waqt, mauka, nazaqat, halat ... kuch toh dekh kar aaya karo? by Anil Kapoor ()
3 Mera kaam tumhe sarkari mehmaan banana hai by Jackie Shroff ()
4 Goli maar maarke ek ek aadmi ki laash ko sadak pe us tarah phekenge ... jaise juari jua khelte table pe taash ke patte phekta hai by Sudhir ()
5 Tum jaisi auraton ke pair ke neeche swarg hota hai ... aur aaj kal ki auraton ke pair ke neeche sandal ... joh sadak pe kam aur mardon ke sarr pe zyada chalti hai by Jackie Shroff ()
6 Jab aulaad jawaan ho jaati hai na ... tab naukrani ki nahi ... bahurani ki zaroorat hoti hai by Sulochana Latkar ()
7 Shera ki suvar ki khopdi mein lomdi ki tarah chalaak dimag hai ... pahad khodkar chuha nikaal leta hai ... kabar khodkar murda nikaal leta hai ... aur aatma ka gala dabakar parmatma ka pata nikaal leta hai by Danny Denzongpa ()
8 Kyun meri Kashmir jaisi zindagi ko Kurukshetra banane pe tuli ho? by Jackie Shroff ()
9 Zameen aur aasman ke beech jitni bhi cheezein hai ... mujhe dekh kar unki rooh fanaa ho jaati hai ... aag ghabrakar baraf ho jaati hai ... aur baraf ghabrakar pani by Danny Denzongpa ()
10 Jab khud ke latakne ki baari aati hai na ... toh chehra khud-ba-khud latak jaata hai by Jackie Shroff ()
11 Pichle janam mein tum zaroor maachis ki dibiya rahe hoge ... is liye is janam mein baatein kam aur mooh se chingaariya zyada nikalte ho by Anil Kapoor ()
12 Apun bhi apni marzi ka maalik hai ... apne mood ka badshah hai by Anil Kapoor ()
13 Is aadmi ki parchai bhi kisi pe padh jaye na ... toh wahi marr jaye ... itna zehareela hai yeh by Anil Kapoor ()
14 Papaya jaisa chehra, chikoo jaisi aankhen, tarbuj jaisa badan ... ladki hai yah fruit ki tokri? by Anil Kapoor ()
15 Joh bhi apni zubaan nahi kholta hai ... main uske bheje ka dhakan khol deta hoon by Anil Kapoor ()
16 Jis tarah cigarette peene ke baad tukde ko phek diya jaata hai ... uss hi tarah kaam khatam ho jaane ke baad chamcho ko khatam kar deta hai Shera by Danny Denzongpa ()
more to explore
hapi: 0.0 (0)
is it popular:No
this page
code: mov443
bookmark:https://partystuff.in/movie/443
share:
this is for reference purpose only. do check for copyright. do check for accuracy. the data may not be accurate/correct, may not reflect latest data, may have typo errors. the validility may have changed over time, may not be useful anymore. the content is/are not exhaustive.