1 Main marke bhi maroonga nahi ... tumhare andar zinda rahoonga
by Dilip Kumar () 2 Har aadmi ka kuch na kuch daam hota hai ... daam dedo, aadmi tumhara
by Amrish Puri () 3 Halaat, kismatein, insaan, zindagi ... waqt ke saath saath sab badal jaata hai
by Dilip Kumar () 4 Main aapke ek ek paap, ek ek jurm ka pata lagaonga ... aur jab tak police aapko adalat nahi le jaati aur adalat aapko jail nahi bhejti ... main likhunga, main chaapunga
by Anil Kapoor () 5 Agar naali ke keeday ko duniya bhar ka sabun ikattha karke bhi saaf kiya jaye, usko dhoya jaye ... toh bhi woh gande ka ganda hi rahega
by Dilip Kumar () 6 Itna maroonga, itna maroonga ki gali gali bheek maangti phiregi teri mundi
by Amrish Puri ()