1 Har paida hone waale ko marte waqt kafan pehenna padta hai ... vaise hi har kaale dhande karne waale ko hathkadi pehenni padti hai
by Rajinikanth () 2 Kanoon banane se pehle kanoon todne waale paida ho gaye the
by Ranjeet () 3 Gareebon ko naukri se nikaal nikaal ke amir log thak jayenge ... magar uparwala naukri dete dete kabhi nahi thakega
by Kamal Hassan () 4 Socho kuch, bolo kuch, dekho kuch, dikhao kuch, karo kuch ... ho jaye kuch ... samajh mein aaya kuch?
by Kader Khan () 5 Taala mazboot hone se kuch nahi hota hai ... darwaza mazboot hona chahiye
by Amitabh Bachchan () 6 Jab pyar ki aag ek baar jalti hai ... toh woh kabhi nahi bujhti
by Kamal Hassan () 7 Buzdilon ki goliyan Karan ka seena dekh kar apna rukh badal leti hai
by Amitabh Bachchan () 8 Devi devta naraaz ho jaye toh aadmi pareshan ho jaata hai ... lekin aadmi naraaz ho jaye toh devi devta parwah hi nahi karte
by Kamal Hassan ()