1 Shaadi ke mandap mein pallu se ghaant baandhane waala pati nahi hota ... balki patni ki zindagi ki guthiyan suljhane waala pati hota hai ... pavitra agni ke gird phere lene waala pati nahi hota ... balki patni ke jeevan ko har aag se bachane waala pati hota hai
by Subbiraj () 2 Ek aurat apne pati ki gareebi mein khush reh sakti hai ... uske aeb seh sakti hai ... lekin uski kayarta nahi seh sakti
by Unknown () 3 Jis desh ko hamare buzurgon ne apne pranon ki aahuti dekar azaad karaya ... ussi desh mein in kayaron ki fauj pal rahi hai
by Nana Patekar () 4 Manushya ke jeevan mein sangeet ka staan asadharan hai
by Subbiraj () 5 Unke dekhe se joh aati hai chehre pe raunak ... woh samajhte hai beemar ka haal achcha hai
by Unknown ()