1 Koi shayar, koi pagal, koi bepeer ban jaye ... teri tasveer joh dekhe woh khud tasveer ban jaye
by Madhuri Dixit () 2 Bhagwan ki adalat ka faisla insaan ko pata nahi chalta ... is liye woh gunah pe gunah kiye jaata hai ... aur insaan ki adalat kabhi kabhi faisla karne mein dokha kha jaati hai ... is liye maine banayi hai teesri adalat joh tum jaise hathyaron ko sazaa degi ... saza-e-maut
by Dharmendra () 3 Aurat aur zevar dono ka sangam is duniya ki sabse badi sundarta hai
by Sanjay Dutt ()