1 Naag hoon main naag ... kaala naag
by Sadashiv Amrapurkar () 2 Mere aadmi daulat khaate hai, daulat peete hai, daulat jeete hai, daulat soote hai
by Sadashiv Amrapurkar () 3 Marr jayenge, mitt jayenge par bhai ka sar na katenge ... desh hai humko pyara apna, hum desh mein maut na batenge
by Unknown () 4 Markar bhi ho zaban pe Hindustan hamara, markar bhi haathon mein ho Hindustan ka nara ... agar aaisi maut mile humko, toh marna roz gavaran ... phir tu ab maare yah kal maare, hai marna humko pyara
by Unknown () 5 Jis din yeh khel shuru hoga na ... us din gend tum hoge ... aur chakke main maroonga
by Dharmendra () 6 Taaliyan bajane se kaam nahi hoga ... kaam karne se kaam hoga
by Sadashiv Amrapurkar () 7 Abhi tak bahut se police afsaron ki ragon mein ... angrezon ki pilai hui sharaab ki booh baki hai
by Ajit Vachani () 8 Hamare desh ki mitti apne beto ko sirf ek hi baat sikhati hai ... maa ki puja, maa ki seva, maa ki raksha
by Dara Singh () 9 Uss vaishi darinde ne meri maa ke haath toh kaat diye hai ... lekin meri maa ka aashirwad nahi kaat sakta woh
by Dharmendra () 10 Itne saare grahak ... itne dino ke baad
by Rajendra Nath () 11 Woh aayega aur zaroor aayega ... aur apne saath lekar aayega apne kahar ka toofan ... apne khroad ki aandhi
by Sushma Seth () 12 Ab hum uske saath khelenge ... haivaniyat ka khel khelenge
by Sadashiv Amrapurkar () 13 Teri aankhon mein dahekte angaaron ki saugand maa ... main tera har vachan poora karke rahoonga
by Dharmendra () 14 Jung se dharti ka seena toh laal hota hi hai ... yeh desh ki atma ko bhi ghayal kar deti hai
by Dharmendra () 15 Hum is desh ke bete hai, desh pe jaan luta denge ... gaddar mitayenge kya humko, hum gaddaron ko mita denge
by Unknown () 16 Jab tak subah se shaam tak, sattar aadmiyon ko maar kar kha na loon ... dhakaar hi nahi aati
by Unknown () 17 Tere paapon ki tujhe kitni sazaa milni chahiye uski hadh toh main nahi janta ... lekin aaj main tujhe itni sazaa doonga, itni sazaa doonga ki aane wali sadiyan bhi yaad rakhengi
by Dharmendra () 18 Humse wafaadar rahoge toh maut tumse door rahegi
by Dharmendra ()