1 Jab sar ke upar se chatt aur pair ke neeche se naram carpet hat jayega ... tab pata chalega isse ki bahar ki duniya baap ka ghar nahi hai
by Om Shivpuri () 2 Main tumhari yaadon ki mitti se tumhari murti banakar ... zindagi bhar uski puja karta rahoonga
by Chunky Pandey () 3 Zindagi subah ki dhoop ki tarah phailti hai ... joh kal andhere mein tha woh tumhe aaj dikhai dene laga ... joh aaj ka andhera hai woh kal ki roshni ke saath door ho jayega
by Sushma Seth () 4 Aapke haathon bikke hum, uski kudrat dekhiye ... baat ki sholon ki, aur khud pani pani ho gaye
by Sonam () 5 Kabhi kabhi naam hona bhi badnaami ban jaata hai
by Sonam () 6 Woh bank is duniya mein nahi bana joh pyar ki keemat ka cheque cash kara sake
by Sonam () 7 Tumhara saath ho aur tumhare seene par mera sar ho toh ... aasman ki chatt aur zameen ka bistar hi kaafi hai mere liye
by Sonam () 8 Pyar ki taqat mitti ko sona bana deti hai ... jisse duniya ki koi taqat mitta nahi sakti
by Sonam ()