1 Agar pyar karna bagawat hai, kisi ko sahara dena bagawat hai ... toh main aapke khilaf, aapke kanoon ke khilaf, aapke samaaj ke khilaf bagawat karta hoon ... main bhaagi hoon ... haan main bhaagi hoon
by Salman Khan () 2 Agar yeh hi hai aapki duniya toh nahi chahiye mujhe aapki duniya ... nahi chahiye mujhe woh duniya jis mein ek ladki ke saare haq cheene jaye ... beti hone ka, behen hone ka, biwi hone ka ... ek zinda insaan ko ek bejaan cheez ki tarah bazar mein rakha jaye ... uska mol lagaya jaye, usse khareeda jaye, usse becha jaye ... aur phir kaha jaye ki yahi duniya ka dastoor hai ... nahi chahiye mujhe aapki duniya
by Salman Khan () 3 Apun ke dhande ke andhar rishta nahi ... fayda soocha jaata hai
by Shakti Kapoor () 4 Yeh duniya bahut badi aur lambi hai ... magar Dhanraj ke haath usse kahin zyada bade aur lambe hai
by Shakti Kapoor ()