1 Badi muddat se mere dil mein ek tasveer behti hai ... teri zulfon ke chao mein meri taqdeer behti hai
by Sanjay Dutt () 2 Kabhi kabhi dil ke paimane mein khushi itni badh jati hai ... ki khud ba khud aasoon ke cheetay bankar jhalak jati hai
by Salman Khan () 3 Falak ke teer ka kya dekh nishana tha, udhar thi bijli idhar mera aashiana tha ... pahunch rahi thi kinare pe kashti-e-umeed, us hi waqt is toofan ko bhi aana tha
by Unknown () 4 Taqdeer banane waale tune kami na ki ... ab kisko kya mila yeh muqaddar ki baat hai
by Sanjay Dutt () 5 Dil mein jab dard zyada bhad jaata hai ... insaan kabhi kabhi us hi mein doobkar marr jaata hai
by Unknown ()