1 Jab Rajeshwar dosti nibhata hai, toh afsaane likhe jaate hai ... aur jab dushmani karta hai, toh tarikh ban jaati hai
by Raaj Kumar () 2 Yeh Thakur Rajeshwar Singh, itihaas batata nahi ... itihaas likhta hai ... itihaas banata hai
by Raaj Kumar () 3 Hum tumhe maarenge, aur zaroor maarenge ... lekin woh bandook bhi hamari hogi, goli bhi hamari hogi aur waqt bhi hamara hoga
by Raaj Kumar () 4 Khaash ke tumne hum mein aawaaz di hoti ... toh hum maut ki neend se uthkar chale aate
by Raaj Kumar () 5 Sher ko saanp aur bichoo kaata nahin karte ... door hi door se rhengte hue nikal jaate hai
by Raaj Kumar () 6 Haq hamesha sar jhukake nahi ... sar uthake maanga jaata hai
by Dilip Kumar () 7 Hum kab aate hain aur kab jaate hain ... yeh toh taqdeer banane waale ko bhi malum nahi
by Raaj Kumar () 8 Taqat par tameez ki lagaam zaroori hai ... lekin itni nahi ki buzdili ban jaye
by Raaj Kumar () 9 Dosti rishton se nahi ... dil se pehda hoti hai
by Vivek Mushran () 10 Rajeshwar zameen par rehkar bhi ... aasmaan mein udhta hai
by Raaj Kumar () 11 Agar prem ka anth hinsa karti hai ... toh hinsa ka vinash bhi sirf prem hi kar sakta hai
by Unknown () 12 Taqat ke samne mohabbat ke paigambar apni haar maan sakte hai ... mohabbat karne waale nahi
by Vivek Mushran () 13 Agar yeh kinaare hamari mohabbat ki Ganga ko rokne ki koshish karenge ... toh phir yeh Ganga bhi bhaad bankar in kinaaro ko todh degi
by Vivek Mushran () 14 Barood phatkar dharti ko cheer sakti hai ... lekin talaab mein khilne waala phool toh khilta hi hai
by Vivek Mushran () 15 Seeti toh woh saaz hai joh insaan ke dil se nikalti hai ... aur saason ki taaron se bajhti hai
by Jackie Shroff ()