1 Betiyan baap ki pagdi mein lipti hoti hai ... pagdi utar jaye toh woh nangi ho jaati hai
by Rekha () 2 Beti toh baap ki jhuki hui gardan ka ek aur naam hai
by Unknown () 3 Jis shaadi ka aadhaar prem na ho, maan samaan na ho ... woh shaadi shaadi nahi ... balki hamari sanskriti ka apmaan hai
by Rekha () 4 Gawahi na kisi ke haq mein hoti hai na kisi ke khilaaf ... gawahi toh gawahi hoti hai
by Unknown () 5 Jab koi ladki jala di jaati hai us waqt mera mann karta hai ki ... is samaaj ko purane akhbaar ki tarah raddi ki tokri mein daal doon
by Unknown ()