1 Jab ek ki doosre se ranjish ho, usse dushmani kaha jaata hai ... aur jab do yodha mil jaye, usse jung ka elaan
by Sunny Deol () 2 Chal padhe jidhar bhi ek pag ... chal padhe hazaron pag ussi aur ... gadh gayi jidhar bhi ek drishti ... gahd gaye hazaron drig ussi aur
by Aanjjan Srivastav () 3 Gunehghar aur mujrim ka rishta ya kanoon se hota hai ... ya phir bandook ki goli se
by Sanjay Dutt () 4 Maut roz toh nahi aati, sirf ek baar aati hai ... aur uska din aur samay bhagwan muqarar karta hai ... darwaaze pe cheekne waala dushman nahi
by Sunny Deol () 5 Kisse, kab aur kaise ... is jahan se doosre jahan mein bhejna hai ... is baat ka faisla main karta hoon
by Danny Denzongpa () 6 Kanoon tere haathon ka khilona hai ... khoon karna tera pesha hai ... gharon ko barbaad karna tera karam hai ... duniya mein makkari phailana tera dharam hai ... tu laathi se nahi goliyon ke dum par is duniya mein jee raha hai
by Sunny Deol () 7 Noton ki gaddiyan mooh mein lekar bhaunkne waalon ki ... hum mein koi parwah nahi
by Sunny Deol () 8 Zindagi ke imtehan mein aaise mauke bhi aate hai ... jab insaan ko sachchai chupani padti hai
by Sunny Deol () 9 Jis din sahi mauka mila main us haramzade ko barbaad kar doonga ... aur phir log meri izzat karenge, mere paas kursi hogi, taqat hogi ... kanoon mera ghulam hoga aur kanoon ki devi meri rakhail
by Danny Denzongpa () 10 Dimaag ki charbi ke saath saath main badan ki charbi bhi nikal deta hoon
by Sunny Deol () 11 Main goli aur boli dono zubaane jaanta hoon
by Sunny Deol () 12 Aaj main tujhe tab tak maaroonga ... jab tak tu apni arthi par letne ke kaabil nahi ho jaata
by Sanjay Dutt ()