1 Lambe lambe baal Bengal ke, sudol jism UP ka, gora rang Kashmir ka, kali kali aankhen Madras ki ... aaisa lagta hai jaisa pura Hindustan ek hi soorat mein sama gaya ho
by Asrani () 2 Darr aur dehshat ki eenton par hi daulat ka jhanda lehraya jaata hai
by Bharat Kapoor () 3 Yeh woh shehar hai jahan sasta khoon aur mehanga pani hai ... apni pyaas bhujane ka hai toh apne aasoon se bhuja ... aasoon pee aur jee
by Ishrat Ali ()