1 Maine aasoon bechkar daulat nahi kamai ... joh aasoon dekhkar daulat luta doon
by Subbiraj () 2 Saanp apne dushman ki tasveer apni aankhon mein utaar leta hai ... Bond apne dushmanon ka nishaan apne baazu saja leta hai ... apna apna style hai
by Akshay Kumar () 3 Shyam hote hi tanhaiyan mujhe til-til maarne lagti hai ... aaise mein agar koi saathi saath na ho, toh aasoon bhi gale mil-mil behne lagte hai
by Akshay Kumar () 4 Kaali billi bhi agar mera rasta kaat jaye toh mujhe kuch nahi hoga ... balki woh mar jayegi
by Akshay Kumar () 5 Jab kuch karne aur na karne dono mein hi risk ho ... toh kuch karna hi achcha hota hai
by Akshay Kumar () 6 Ek maa ki fariyad jab woh dil cheerkar, aasunyon se nahakar nikalti hai ... toh joh cheez aag aur tezaab se jalti ... usse jala deti hai
by Sheeba () 7 Tumne mere bhai ke jism se jitne khoon ke katre bahaye hai ... main tumhare jism ko cheerkar utne hi hisson mein baant doonga
by Pankaj Dheer () 8 Khoobsurat ladkiyan aur machliyan ek jaisi nahi hoti ... unhe pakadne ke liye kuch aaisi chaalein chalni padti hai, jisse woh pakad mein aa jaye ... aur agar woh na aaye toh khud unke paas jaana padta hai
by Akshay Kumar ()