1 Tera aakhri faisla meri adalat mein hone waala hai ... jahan ka vakil bhi main hoon, gawah bhi, judge bhi ... aur tujhe phasi dene waala jallad bhi
by Ajay Devgan () 2 Agar yeh haath gunahon ke khaatme ke liye uthe ... toh inki pakad mein sabse pehli gardan teri hogi
by Ajay Devgan () 3 Yeh ek aam aadmi ka khoon hai ... yeh jab behta hai, toh achche achchon ki kundli palat deta hai
by Ajay Devgan () 4 Khel mein apni chaal ke saath saath dushman ki chaal pe bhi nazar rakhni chahiye
by Amrish Puri () 5 Tu ek aaisa shaitaan hai jisse upar waale ne galati se insaan ki shakal mein neeche bhej diya ho
by Ajay Devgan () 6 Yeh khoon gaur se dekh ... yeh khoon nahi tezaab hai tezaab ... zameen pe gira iska ek ek katra, ek jwalamukhi ko janam deta hai
by Ajay Devgan () 7 Jab hum kisi ko retire karte hai toh woh seedha upar chala jaata hai
by Amrish Puri () 8 Main itni oonchai par khada hoon ... ki mujhe dekhne ke liye gardan itni oonchi uthani padti hai ... ki reed ki haddi toot jaati hai
by Amrish Puri () 9 Aaj kal sunne mein aa raha hai ... ke vilayat se yeh maal aa raha hai, vilayat ko woh maal ja raha hai ... arre kisi ko hosh hai ki Bharat varsh kahan ja raha hai
by Amrish Puri ()