1 Roohein toh kamzarf aur buzdil insaanon ki kaapti hai
by Alok Nath () 2 Train mein safar kiya, plane mein safar kiya, caron mein safar kiya ... magar kisi bhi safar ka itna mazaa nahi aaya jitna in baahon ke safar mein aa raha hai
by Raveena Tandon () 3 Pyar ka badla pyar aur dosti ka badla dosti ... yeh mera usool hai
by Sanjay Dutt () 4 Ghoda jitna bhi adyal ho ... uspar savari karne ka utna hi mazaa aata hai
by Sanjay Dutt () 5 Zindagi aur maut ka faisla toh uparwaale ki kalam se hua karta hai ... aap jaise rayeeso ki bandook se nahi
by Sanjay Dutt () 6 Main kaam ko puja maanta hoon ... aur kaam karne wali jagah ko swarg
by Shakti Kapoor () 7 Chaddi mein kar dena, dhoti mein kar dena ... magar raaste mein kabhi nahi karna
by Dinesh Hingoo () 8 Aajkal logon ko aisa accountant chahiye ... joh hisaab barabar bhi rakhe aur zaroorat aane par hisaab barabar bhi kar sake
by Sanjay Dutt () 9 Buzurgo ka aashirwad hi duniya ki sabse badi daulat hai
by Sanjay Dutt () 10 Kichad uchhalne par kichad hi milta hai
by Sanjay Dutt () 11 Is dharti par aisa koi ghoda paida nahi hua ... jiski savari main nahi kar sakta
by Sanjay Dutt () 12 Naukar maalik par ehsaan nahi ... sirf namak ka farz ada karta hai
by Sanjay Dutt () 13 Joh insaan wafaadar aur gaddar mein fark nahi samajh sakta ... woh maalik hone ke layak nahi ho sakta
by Sanjay Dutt () 14 Kichad toh kisi bhi sabun se dhul sakta hai ... lekin tumhare dimaag mein joh amiri ka kichad bhara hai na ... woh kisi sabun se nahi dhul sakta
by Sanjay Dutt () 15 Bhairav Singh jahan jata hai ... tabaahi ka toofan aata hai
by Gulshan Grover ()